ab ki qawali hai ishq koi dil ki diwali hai ishq koi mehaki si pyaali hai ishq koi subah ki laali hai ishq girta sa jharna hai ishq koi uthta sa kalma hai ishq koi saanson mein lipta hai ishq koi aankhon mein dikhta hai ishq mere dil ko tu jaan se juda kar de yun bas tu mujhko fanaa kar de mera haal tu meri chaal tu bas kar de aashiqana tere vaaste mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana tere vaaste mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana rab ki qawali hai ishq koi dil ki diwali hai ishq koi mehki si pyaali hai ishq koi subah ki laali hai ishq sochun tujhe toh hai subah sochun tujhe toh shaam hai haan manjilon pe ab toh meri ek hi tera naam hai teri aag meri jalti koyle se mira banaki khwaabon se aagey chal ke hai tujhe bataana tere vaaste mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana tere vaaste mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana saath saath chalte chalte haath chut jaayenge aisi raahon mein milo naa baatein baatein karte karte raat katt jaayegi aisi raaton mein milo naa kya hum hain kya rab hai jahan tu hai wahin sab hai tere lab mile mere lab khile ab door kya hai jaana tere vaaste mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana tere vaaste mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana rab ki qawali hai ishq koi dil ki diwali hai ishq koi mehki si pyaali hai ishq koi subah ki laali hai ishq mere dil ko tu jaan se juda kar de yun bas tu mujhko fanaa kar de mera haal tu meri chaal tu bas kar de aashiqana tere vaaste mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana tere vaaste mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana The End